Hi doston aaj main aap logon ko natane jaa rha hun ki
Aap achche se study kaise kar sakte hain.
Har baar hamare saath aisa hota hai ki hum baith to jaate hai padhne lekin hamara dimaag study me nahi lagta hai .
Kai baar hum koshish karte hai ki hum hamara dimag apni padhai mein lagayen lekin lagta hi nahi hai.akhir bhatak hi jaata hai.
Hamare mumy-papa bahut hi chintit hote hain ki hum achhe results nahi karte hain. Aur hum bhi bahut hi jyada pareshan rahte hai ki itna jyada hum padhte hai phir bhi hum kuchch sahi nahi kar paate. Har jagah par hamein insults ka saamna karna padta hai.hamse jo bhi pichhe the wo aaj aage badhte jaa rahe hai lekin hum jo hai ki jaha the wahi par latke hue rahte hai.
Aaiye chalte hai hum apne topic par.
How to study well. H
1.sabse pahle humein ye jaanna jaruri hai ki aakhir wo kyaa karan hai ki mai chahkar bhi nahi padh pata hun.
2. Jab aapko aapke na padhne ke karan mill jaye to use apne dimag rakhkar ye dekhna hoga ki aakhir aisa hum kya karen jisse main padhai mein dhyan laga sakun . Aisa is liye kyonki
Yadi aapko koi batata hai ki aap aisa karroge to padh pawoge aue aisa nahi karoge to nahi padh paaoge ,to wo ye batana chah rha hai ki wo kis dhang se padhai kar rha tha ya hai wo apne baare mein batayega.Main ye nahi kah rha ki aap uska baat na maano mano ,maano lekin aap ue dekh lo ki uske bataye hue raste aapke liye sahi hai ya nahi aap kar sakte ho ya nahi.H
3.jab aapko saari chije aapko pta chal jaaye to aap ye bhi pta kar len ki aakhir aisa kaun sa kaaran hai ki main padh sakta hu.
Ek bhi karan aap pta kar len padhai karne keliye.
Kyonki jo bhi aapka dil kahega wo tab sahi hoga.
4.ab aapko ek kaam karna hoga ki aap pahle jis bhi tarike se padhai karte the wo.tarika aapko pahle badlana hoga.
Kyonki yadi aap nahi badloge to phir nahi.kaam chalne waala hai.Maine pahle bhi kaha hai ki jaha se chale the wahi pahir rah jaaoege.
. .... .. .. itne sari 4 chijen karne ke baada aap mere bataiye hue raston par jarur chale tabhi aap apna phir se progress k raaston mein le jaa sakte hai.
5. Ab aapko aisa jagah chunna hai ki jaha aapko koi disturb na karen
6. Aap pahle apne mobile ko padhane ke samay mein switch off kar len taki aapko koi bhi disturbance na ho paaye mobile se.
Kyonki abhi ki sabse badi badha humara mobile hai.
7.Ab aapko ye dekhna hoga ki aap
Samay comfortable hain padhai ke liye.
Kahi aisa na ho ki aap aisa wakt chun lein jab aap aajtak kabhi pahe hi nahi hai.
Aise mein hoga ki aap 100%nahi padh payenge kyonki aapka habits nahi hai.
7.Aapko padhne se pahle 1 time chunna hoga ki id chune hue samay se pahle hum padhai par se nahi uthenge.Tab hum 1 target bna sakte hai. Aur apni padhai ko aage badha sakte.
8. Ausa ek rule bna le ki jab aap padhne baith jaayenge tab aapko kuchch bhi mile aap tab apni padhai se nahi uthenge.chahe us chij se kitna bhi aap love kyon na karte hon.
9.aapko ab ek baat sochni hogi ki aapka subject kauna sa aasan hai us subject ko aap pahle padhen.
Taki jab wo subject complete ho jaaye tab aapko ek motivation feel ho .
10 ab aapko apne sabhi subjects ko puri motivation ke sath padh sakte hai.
Aur aap apne saare records todkar aap aage badh sakte hai.
Agar aapko humara post achcha lage to humein jarur comment kijiye..
0 Comments
Post a Comment
Thank you for comment