how to reduce stress from your  mind 





Hello dosto LOVE YOU ZINDAGI   blog mein aap logo ka phir  se aaj swagat hai . Main aap logo ke bhich ek bahut hi gambhir topic ko lekar aaya hun jo sach mein hi bahut hi dukh dene layak maana jaata rha hai.

Ki aaj ki busy life mein hum itne busy ho gaye hain ki humein kuchh ptan hi nahi chalta hai ki kaun sa aisa kaam kare jo hum itne tension bhari life se hum bahar nikal payn jisse humara future achha ho sake aur tension bhari life se hum kahin koson dur chale jaaye hum.lekin aisa hota hi nahi hai aur bhi hum tension mein phuch jaate hain .

Ki aisa kaun sa kaam kare jisse ki hum apne aap ko aur apne futuer ko  safe kar sake ya yun kahe ki apne aap ko is daldal bhari kichad se bahar nikal sake warna aisa na ho ki saara khuch barbad ho jaaye aur baad mein hum hath pakad kar pachta rahe ho ki abto sara smay chala gaya ki ab kuchh bhi ho jaye kuchh kiya nahi jaa sakta .

tension ek aisa ek khanjar hai jo ek baar mein nahi maarta ye ruk ruk kar aur dhire dhir marta hai to kaise apne aap ko bachaye is jagah se.jo dard itna deta hai ki kaya bataye ki lagta hai ki zindagi abto barbad ho gya hai.

To ab bina der kiye hue aapko batate hai ki aisa kya karen ki humara future aur life dono bach jaaye jisse hum khud surakshit ho jaaye.
to chaliye shuru karte hai hain ki aisa kyakare ya aisa kaun sa step ki hum is daldalbhari zindagi se dur ho sake :-


how to reduce stress from your  mind 





  • sabse pahla kadam ye hona chahiye ki hum sabse pahle apne aap se puchhe ki aisa kya chij hai jo humein apne tension deti hai .
  • un sab karno ko pahle dekh len aur use gaur karen ki aisa kaun sa situation hai jaha par main bina tension ka hota hun jab pta chal jaaye tab dekhen ki kya aisa kaam karen ki jisse ki humein khushi milti ho tab jakar humein humara asali problem pta chalega ki wakaya mein yahi wah samaya hai jisse ki hum apne aap ko khush dekh rahe hai.
  • jab samay ke baare mein pta chal jaaye tab ye dekhna hai ki koi aisa person hai jo humein hamesha tension deta hai .aakhir kab aisa hota hai ki humein wo tension dene ki koshish karta ho tab hum usse satark rahen . aage se hum sawdhan rahenge jaab wo humein tension dene ki koshish kar raha hai tab hum use dyan se us codition ke baare mein batayenge jisse bhi aage se humse ya humare saath waisa behave na karen .
  • dekhiye saare tension ka jad humara dimag hi hai jo humein un sari mushibaton mein daal deta hai joki humare saat aisa nahi hon chahiye .


how to reduce stress from your  mind 


to dosto aage milte hain ek aise naye topic ke saath jo iteresting ho aur jo aapke kaam aayen ..
agar humara ye post aap logon ko achha lage to jaarur comment kare jisse mujhe ye pta to chale ki wakay mein mera ye post aaplogon ko achha lagta hai yaa nahi.


humara post padhne ke liye aaplogo ka bahut bahut dhanyawad.


Aise hi post padne ke liye humare post ko jarur subscribe kare.