Lovely Life
पढाई के अनमोल तरीके
जो भी आदमी एक मीनट न पढ़ता हो वो भी अब dil से पढ़ना शुरू कर देगा।।
1.sabse pahle aap apne dimag se nikal de ki aap ka parinam aapke exam mein kya hoga . Bas aap itna sochiye ki jo bhi kaam ya mehnat kiya jaata hai wo khaali nahi jata hai .
Isliye bina ghabraye aap bas man banaiye ki mujhe padna hai .
2. Man padhai ka banane ke baad dusra step uthana hai ki aap ye yaad kijiye ki aapko kis wakt sabse jyada padhne mein man lagta hai .
Jab ye pta chal jaye ki is wakt padhne mein mujhe jyada maja aata hai tab aap apni padai start kar sakte hai.
3. Us wakt aap jyada padhai na kare .Aur man bhi kare to thora thora padhai karen . Ye aap ka dhire dhire padhai mein man lagna start ho jayega .
4.Aap ye na kabhi sochen ki yaar maine aaj tak kabhi padha hi nahi to ab kya main padhunga ?
Ye chij bahut hi kharab hai .Yahi se hamara dimag padhai mein nahi lagta hai.
To aap is chij ko kabhi bhi apne dimaag mein na laye kabhi bhulkar bhi.
Bas ye sochen ki jo karna hai ab karna hai kyonki
""bund bund se hi samudra ka nirman hota hai"".
Tab dhire dhire aap us more par aa jayenge jahabpar aapko lagega ki aap dhire padna start kar diye hai .
5. Pachwa upay bahut hi jabardast hai isse aap apne padhai ko aur bhi jabardast bna sakte hai .
Aap jab apni padhai ko dhire dhire kar rahe hai to ab aapko padne mein ineretrest hona start ho jayega .
Jab interest jag jaye to ab aap apni padhai ko aage ki or bada sakte hai
Ghante nahi badhaiye balki minut minut badhaiye taki aapko jyada thakawat mahsus na ho .
Aur aap jyada comfortable ke saath padh sake.
ये रहे 5 अनमोल तरीके जीससे आप अपनी पढाई को और मजबूत कर सकते है।
:-ये भी पढ़े -
पढ़ाई कैसे करे ?5 कारगर उपाय।।।#love you zindagi |

0 Comments
Post a Comment
Thank you for comment