story
Rajnikaanth

story:-






  1.  secret of success
  2. secret of success in life
  3. the secret of my success
  4. the secret book
  5. secrets of successful people
  6. think and grow rich
  7. the secret of success in life

  8. how to be successful in life
  9. the secret law of attraction
  10. the secret
  11. story
  12. positive thinking
  13. secret life
  14. education is the key to success
  15. success factors
  16. success
  17. success definition




Ek samay ki baat hai ki ek ladka hota hai jo ek garib ghar mein paida hota hai aur uska bachpan bahut hi pareshani se gujarta hai .

Dhire dhire wo itna mehnat karne laga ki apna saara time apne kaam mein ya apne padhai par laga deta hai aur wo apne mehnat ki wajah se wo har chij mein dhire dhire success prapt karte jaata hai . Uske agal bagal ke log bhi usse kaphi khush hone lagata hai aur saare logon ka vishwash jeet leta hai.

                                 Ab ek samay aa jaata hai jab life uska imtehan lena start karta hai tab wo apni asali mehanat start karta hai .
ab life ke sangharsh mei aage badhne lagta hai .

                                Bas ab kya tha logon ki aashyen unse kaphi badhne lagi. Ab kya karta bechara idhar life apna imtehaan le rahi thi ab log bhi imtehaan lena start kar diya. Lekin ab wo us chij ko bahut hi achhe tarike se samajh gya tha aur wo hasta hua sabhi ke story ko samajh rha tha . Aur sabhi mein success pata jaa rha tha .
                         
                              Eka samaya aisa aaya jab usko kisi ki jarurat pad gai . Lekin jab uske  help maangne se pahle samne waale ke behaviour ko dekh kar samajh gaya ki wo help karne waala nahi hai .Uske baad wo help maangna hi baand kar diya . 
                                
                       ab wo aur strong ho gya tha pahle se jyaada ab wo dusre se help maangne se pahle apne aap se puchh leta agar answer bhi agar negative aata phir bhi wo logon se help maangna band kar diya . Ab wo khud ki help khud hi karna start kar diya . 

                   Ab hamesha ki tarah wo aur speed se apne life mein aage bhi badhte gya lekin kabhi kabhi usko thodi si dikkat to aayi lekin wo kaha rukne waala tha. Wo to aage hi badhte chala gya .

Aaj wo apne life mein bahut hi successful hai .Aaj uske paas wo sab hai jo wo sapne mein bhi nahi socha tha .






                  Usne khud ko badhaya aur kitno ki zindagi bhi bana diya. 


                                                      Main salam karta hun uske hausale ko .IS kahani se humein sikh milti hai agar life mein kabhi bhi success chahiye to hamesha khud ki help kiya karo .Kisi par bhi depend mat raho .tab dekhna humaari life kitni achhi chlane lagti hai .
           





                        Agar ye kahani aap logon ki achhi lagi ho to plz.....
ise share karna na bhule .Aur ho sake to ise follow bhi kar lein.                                                                                            
                                                                        Thank You.
                   










s